Movie Title: indian babu
Song Title: Mere Sang Sang Naach
Hindi Song Title: Mere Sang Sang Naach
Hindi Movie/Album Name: INDIAN BABU
Singer(s): ALKA YAGNIK, KUMAR SANU
Hindi Lyrics:
--FEMALE--
O ho ho ho, aa ha ha ha
La la la la la la la la la la la, la la la la la
Ho ho ho ho, aa ha ha ha
Mere sang sang naach saajna
Aaj bheega hai bheega sama
O mere sang sang naach saajna
Aaj bheega hai bheega sama
Sard baarish ki boondein mere tan ko jalaaye - 2
(Pyaasa mann hai, sulagti hai jaan
Aaj bheega hai bheega sama) - 2
Sard baarish ki boondein mere tan ko jalaaye - 2
Ek to jawaan raat, us pe yeh barsaat - 2
Hoti kahan hai aisi mulaaqaat
Aag banke barsa paani, jal rahi hoon main deewaani
Uth raha hai dhuaan
Mere sang sang naach saajna
Aaj bheega hai bheega sama
O mere sang sang naach saajna
Aaj bheega hai bheega sama
Sard baarish ki boondein mere tan ko jalaaye - 2
--MALE--
Dekh dupatta dhalak na jaaye
Haan, dekh dupatta dhalak na jaaye
Aankh se masti chhalak na jaaye
Baahon mein aa mujhko bhar le, ek pal ko pyaar kar le
Ab mita dooriyaan
--FEMALE--
Mere sang sang naach saajna
Aaj bheega hai bheega sama
O mere sang sang naach saajna
Aaj bheega hai bheega sama
Sard baarish ki boondein mere tan ko jalaaye - 2
--MALE--
(Pyaasa mann hai, sulagti hai jaan
Aaj bheega hai bheega sama) - 2
Sard baarish ki boondein mere tan ko jalaaye - 2
--FEMALE--
Saajna, saajna, saajna, saajna, saajna, saajna
|