Movie Title: aatd dil bahaar ke
Song Title: Ye kali jab talak phool ban ke khile
Hindi Song Title: Ye kali jab talak phool ban ke khile
Hindi Movie/Album Name: AAYE DIN BAHAAR KE
Singer(s): LATA MANGESHKAR, MAHENDRA KAPOOR
Listen This Song on Gayaki
Hindi Lyrics:
(Ye kali jab talak phool ban ke khile
Intazaar, intazaar, intazaar karo, intazaar karo) -2
Intazaar woh bhala kya kare, tum jise
Beqaraar, beqaraar, beqaraar karo
Intazaar karo
Pyaar mein pyaar ki bhi ijaazat nahin -2
Berukhi hai aji ye mohabbat nahin
Aa raha hai maza, tum shikaayat yahi,
Baar baar, baar baar, baar baar karo
Intazaar karo
Intazaar woh bhala kya kare, tum jise
Beqaraar, beqaraar, beqaraar karo
Beqaraar karo
Husn pe to asar hone waala nahin -2
Ishq tum ko na kar dein diwaana kahin
Hai ye diwaangi bhi qubool, tum agar
Hamse pyaar, hamse pyaar, hamse pyaar karo,
Ye kali jab talak phool ban ke khile
Intazaar, intazaar, intazaar karo, intazaar karo
Roz hamne baiyaan ye fasaana kiya -2
Roz tumne naya ek bahaana kiya
Ye bahaana magar, aakhri hai sanam
Aitbaar, aitbaar, aitbaar karo, intazaar karo
Intazaar woh bhala kya kare, tum jise
Beqaraar, beqaraar, beqaraar karo
Beqaraar karo
Intazaar, intazaar, intazaar karo, intazaar karo
Hamse pyaar, hamse pyaar, hamse pyaar karo
Intazaar karo
|