Movie Title: Jannat
Song Title: Lambi judai lambi judai
Hindi Song Title: Lambi Judai lambi judai Hindi Movie/Album Name: JANNAT Singer(s): KAMRAN AHMED
Hindi Lyrics: Char dino ka pyaar o rabba Lambi judai lambi judai
Char dino ka pyaar o rabba Lambi judai lambi judai
Tere bin dil mera lage kahin na Tere bin jaan meri jaye kahin na Kitne zamane baad o rabba Yaad tu aaya, yaad tu aaya
Aaaaa….aa..aaaaaaaa….
Khoya raha mein, saason mein apne Aahat bhi teri, bhool gaya mein Kitna jeeya hoon tanha raho hoon Ishq tera bhool gaya hoon

Uljha raha mein is zindagi mein Dil ki duhai dil ki duhai
Tere bin dil mera lage kahin na Tere bin jaan meri jaye kahin na Kitne zamane baad o rabba Yaad tu aaya, yaad tu aaya
Ohhh rabbaa.. rabbaaa.. aaaaaaaaaaaa….
Har bebasi mein, is zindagi ne Tujh ko hi chaha, tujh ko hi manga Jin raston se guzra yeh dil tha Manzil mili na pyaar na paya

Khud ko chupake rahon se guzre Dil ko sambhle dil ko sambhle

|